Youtag Sponsor ID 48797

MicroSoft Office Ko PDF Me Save Kaise Karte Hai


Aaj mai aapko MicroSoft Office Documents Ko PDF file me save karne ke bare me bataunga Dosto jab bhi ham kisi Documents ko MicroSoft Office me likhte hai ya type karte hai aur usse jab bhi Save karte hai to (.docx) File me save hota hai. Waise to Ms Office ko save karne ke bahut se format hai jaise  ( .docm .dotx .dotm .docb .doc  .dot ) etc. To chaliye jante hai ussi Documents ko PDF ( Portable Document Format ) Save kaise kare isse pahle mai Google Chrome me kisi bhi web page ko PDF me save karne ke bare bata chukka hu.

MicroSoft Office 2007 Ko PDF Me Save Kaise Kare

Step 1 :----
Sabse pahle aap niche diye gye Download par click karke Save As PDF naam ka software download karke apne Computer me install kare.

Step 2 :----
Phir aap MicroSoft Office ko open karke apna Document ko Type kare. Document Type karne ke baad Office Button par click karne ke baad Save As par click kare.


Step 3 :----
Save As par click karte hi ek new Window open hoga.
1.   File name ke samne apne Document ka naam likhe,
2.   Phir Save as type ko select karke usme PDF ko select kare.
Step 4 :----
PDF select karne ke baad Save par click kare.

Ab aapka Documents PDF file me save ho gya hoga.


Agar aapko Documents ko save karne me koi problem hoti hai to niche comment kare aur ye bhi bataye ki ye post aapko kaisa laga ya phir aapka koi bhi sawal ho to comment karke puchna na bhule.

एक टिप्पणी भेजें

2टिप्पणियाँ
  1. Aapko kaise itni jaldi adsense approve ho gaya kya aapke pass youtube channel hai koi

    जवाब देंहटाएं
    उत्तर
    1. Mera Adsense Account. Blogging start karne ke bahut pahle hi Approve ho gya tha. Mai kuch Video Youtube par upload karke Adsense Ke liye Apply kiya tha bas 2 din me Adsense Approve ho gya tha.

      हटाएं
एक टिप्पणी भेजें