Youtag Sponsor ID 48797

Computer Me Pattern Lock Kaise Lagaye



Dosto aaj mai aapko batane ja raha hu apne Computer me Pattern Lock kaise lagaye, jaise ki aap hamesa apne Smart Phone me Pattern Lock use karte hai.
Jab bhi aap Systam par kaam karte hai aur bich-bich me koi aur kaam pad jane ke wajha se aap chahte hai aapko Systam kuch time ke liye lock rahe to uske liye aap Pattern Lock ka use kar sakte hai.




To chaliye jante hai is lock ko kaise lagaye bs aap mujhe follow kare…


Step 1 :----
Sabse pahle aap aap Yaha click karke XUS PC Lock naam ka software Download karke Install kare.


Step 2 :----
Ab install ho jane ke baad ise open kare, jaise hi aap ise open karnge ek popup window open hoga waha Reset Pattern par click karke apna pattern lock set kate, jaise ki niche pic me dekhaya gya hai.


Jaise hi aap Apna Pattern lock set karnge waise ek window open hoga usme OK par click kare phir Yes par click karke Pattern lock ki Image Apne Systam me Save kar le. Uske baad OK par Click karde.



Step 3 :----
Jaise hi aap OK par click karte hai phir aapke samne ek aur window milega usme Registration Code puchega. Isme aap niche diya gya Registration Code copy karke usme paste kare.

Registration Code:
BRD-IKKS4V-7X29Q3YDAAB6VB735BA


1.   Yaha par upper diya gya Registration Code Copy karke paste kare,
2.   Phir Register par click kare

Step 4 :----
Register par click karte hi ek window open hoga usme OK par click kare.


Ab aapka Pattern lock Register ho chuka hai.

Step 5 :----
Ab all program me jake use Run kare. Run karne ke baad Right side me niche Show hidden icon me chala jata hai. Jaise ki aap niche pic me dekh sakte hai.


1.   Show hidden icon par click kare.
2.   Ab XUS PC Lock par kare.

Ab aapka Systam lock ho jayega aap waha apna Pattern lock Dalkar ise unlock kar sakte hai.


Note :---- Aap 2 bar se zayada galat code na dale nahin to aapka Systam lock ho sakta hai. Aur iske Setting me jane ke liye Windows+C Dabaye.


Agar aapko koi bhi problam hoti hai to comment kar ke puche.

Ye Bhi Padhe...

एक टिप्पणी भेजें

4टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें