Hello
Dosto aaj ham is Article me janege Google/Gmail Account ko delete karne ke bare
me Sabse pahle sawal ye hota hai ki Google Account Ko Delete Kyu kare…?
Google/Gmail
Account Ko Delete Kyu Kare.?
Gmail,
Toutube, Google Drive, Google+, Play Store, Email, Google Map, Google Dropbox,
Google Photo, etc ye sabhi Google ki Free service hai in sabhi par hame apne
Google Account se Login karna padta hai. Par kuch logo ko malum nhi hone par
sabhi par Alag-alag Account bana lete hai jisse unhe yaad rakhne me paresani
hoti hai jabki ek hi Google Account se ham sabhi par login kar sakte hai. Agar
aap chahte hai bina kaam ke Account ko delete karna to Mujhe Step by step
Follow karke Account ko Delete kar sakte hai.
Google/Gmail
Account Ko Delete Kaise Karte hai.?
Step 1 :----
Sabse
pahle aap niche diye gye Delete Account par click kare.
Step 2 :----
Delete
Account par click karte hi aapka Google Account open ho jayega usme aap Delete your account or services par
click kare.
Step 3 :----
Delete
your account or services par click karne par ek new page open hoga usme Delete Google Account and data par
click kare.
Step 4 :----
Delete
Google Account and data par click karne ke baad ek page open hoga usme aapko
jis Account ko delete karna hai uska Email-Id
aur password dalkar Sign In par click kare.
Step 5 :----
Sign
in par click karne par ek new page open hoga.
1. In Dono
par mark(√) ka nisan laga de,
2. Uske
baad Delete Account par click kare,
Ab aapka
Account Delete ho chukka hai aur us Account se aapne jitney bhi Account banaye
the o sabhi Delete ho chuke hai. jaise hi Account Delete hoga aapko We’re sorry to see you leave! Your Google account and all your data have
been deleted ka massage Show hoga.
Agar
aapko Account Delete karne me koi Problem hoti hai to hame Comment karke
bataye. Aur Ye post aapko kaisa laga hame comment karke bataye Agar aapko ye
post Accha laga to Facebook par like karna na bhule.