Youtag Sponsor ID 48797

Apne Android Phone Par Notification Kaise Band Kare


Sabse Pahle Sawal Ye Hota  Hai Ki Apne Mobile Par Notification Kyu Band Kare…?


Agar ham office me kaam kar rahe hote hai to ham apna dhayan idhar-udhar nhi karna chahte. To us time hamare mobile ki beep, massage hame aksar bich-bich me paresaan karti hai




Agar ham school or collage me ho tab bhi ye massage hame paresaan karti rahti

Agar ham apne dosto se milne gaye ya kisi bhi party or samaj me ho to hamare mobile ki notification hame samesa paresan karti rahti hai aur hamara dhayan bar-bar apne phone par jata rahta hai.
Aur  jab hamara dhayan bar-bar phone par jata hai to ye sab bahut loga ko accha nahi lagta hai
To in sab jagho par hame apna phone band karna hi behtar hota hai.
To hame apne phone me bekar ki Apps ki notification ko band kar dena chahiye taki hame kaam ki hi notification ko dekhna pade.
To chaliye ham jante ki apne phone par notification kaise band karte hai…


Step 1 :----
Sabse pahle aap ye photo dekh lijiye


  1.   Yaha par hamare phone ki Notification dikhai deti hai.
2.  Ham sabse pahle Setting me jate hai.


Step 2 :----
Setting me jane ke baad ham MORE par click karte hai.

Computer Se Shortcut File, Folder Ko Detete Kaise Kare


Note :-- mai yaha Samsung galaxy S duos 2 use kar raha hu. Jisme MORE ka option diya hai jabki sabhi mobile me aisa nahi hota alag-2 mobile me alag-2 option hota hai

Phir uske baad Application Manager par click karte hai





Step 3 :----
Application Manager me jane ke baad hame jis apps ka notification band karna rahta hai ham uspar click karte hai

Mai yaha Messaging ke notification ko band kar raha hu
Massaging par click karne ke baad Show Notification ko unchek kar de jaisa ki pic me diya gaya hai



Step 4 :----
Show Notification ko unchek karne ke baad OK par click kar de.




Ab aapke phone par massage to aayega par uska notification ka pata nahi chalega

To is traha se aap kisi bhi apps ke notification ko band kar sakte hai
To hai na bahut aasan apne phone par notification ko band karne asan tarika,
Agar aapka koi sawal ho to aap comment kar ke puch sakte hai.

एक टिप्पणी भेजें

1टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें