Sabse Pahle Sawal Ye Hota Hai Ki Apne Mobile Par Notification Kyu Band Kare…?
Agar
ham office me kaam kar rahe hote hai to ham apna dhayan idhar-udhar nhi karna
chahte. To us time hamare mobile ki beep, massage hame aksar bich-bich me
paresaan karti hai
Agar
ham school or collage me ho tab bhi ye massage hame paresaan karti rahti
Agar
ham apne dosto se milne gaye ya kisi bhi party or samaj me ho to hamare mobile
ki notification hame samesa paresan karti rahti hai aur hamara dhayan bar-bar
apne phone par jata rahta hai.
Aur jab hamara dhayan bar-bar phone par jata hai
to ye sab bahut loga ko accha nahi lagta hai
To
in sab jagho par hame apna phone band karna hi behtar hota hai.
To
hame apne phone me bekar ki Apps ki notification ko band kar dena chahiye taki
hame kaam ki hi notification ko dekhna pade.
To
chaliye ham jante ki apne phone par notification kaise band karte hai…
Step
1 :----
Sabse
pahle aap ye photo dekh lijiye
1. Yaha
par hamare phone ki Notification dikhai deti hai.
2. Ham
sabse pahle Setting me jate hai.
Step
2 :----
Setting
me jane ke baad ham MORE par click karte hai.
Computer Se Shortcut File, Folder Ko Detete Kaise Kare
Note :--
mai yaha Samsung galaxy S duos 2 use kar raha hu. Jisme MORE ka option diya hai
jabki sabhi mobile me aisa nahi hota alag-2 mobile me alag-2 option hota hai
Phir
uske baad Application Manager par
click karte hai
Step
3 :----
Application
Manager me jane ke baad hame jis apps ka notification band karna rahta hai ham
uspar click karte hai
Mai yaha
Messaging ke notification ko band kar raha hu
Massaging
par click karne ke baad Show Notification
ko unchek kar de jaisa ki pic me diya gaya hai
Step
4 :----
Show
Notification ko unchek karne ke baad OK par click kar de.
Ab
aapke phone par massage to aayega par uska notification ka pata nahi chalega
To
is traha se aap kisi bhi apps ke notification ko band kar sakte hai
To
hai na bahut aasan apne phone par notification ko band karne asan tarika,
Agar
aapka koi sawal ho to aap comment kar ke puch sakte hai.
Awesome information diya hai aapne nice a article
जवाब देंहटाएं