Youtag Sponsor ID 48797

Internet Download Manager Ko Full Version Me Kaise Kare

Dosto ham hamesa internet use karte hai. Internet se hum kisi bhi file ko dowonload karte hai. Jaise :--- Mkv, Mp4, Avi, Jpg, Png, Gif, Swf, Zip, pdf file etc….

Kisi bhi file ko download karne ke liye hum aksar Internet Download Manager software ka use karte hai yah ek bahut hi accha software hai. isse software se hame file ko kharab hone ki sambhauna nhi rahta.



Yeh hame aksar full version me nhi milta hai ye kuch din ke baad Serial code mangne lagta hai aur kaam karna band kar deta hai. to chaliye hum jante hai ki isko full version me kaise badle.


Internet Download Manager Ko Full Version Kaise Kare
Step 1 :----
Sabse pahle aap Niche Diye Download Par click karke Internet Download Manager Ko Download Kare.


Ye ek zip file me hai ise unzip karne ke baad folder ke ander diye gaye Idman607 exe file ko open kar ke Internet Download Manager ko install kare
Ab install hone ke baad finish par click kare.


Step 2 :----
Phir Start>>All program>> Internet Download Manager pr right click kar ke properties pr click kare.

Step 3 :----
Ab pic ke anusar khuli hui window me Open file location pr click kare.


Step 4 :----
Open file location pr click karte hi o folder khul jayega jo program file ke ander hai

Step 5 :----
Ab aapne jo IDM download kiya tha usse open karke usme ek folder hoga usse open kare
Ise open hone ke baad aapko 3 file milega aap in tino file ko select karke copy kar le.

Step 6 :----
Ab o folder open kare jo aapne interner doenload manager ke icon pe click kiya tha (jaise ki step 4 me bataya gaya tha)
Folder khulne ke baad right click kare aur copy hui file ko paste kar de.

Step 7 :----
Paste karne ke baad Copy and Replace pr click kar de. Jiase ki pic me dikhaya gaya hai.


Step 8 :----
Iske baad Continue pr click kar de.
Ab aap ise open karke full virsion ka maza le


Note:--- 
Agar IDM open karne ke baad iske samne update karne ka option aaye to No kar de agar aap usse Yes karte hi to full version kahtam ho jayega.

एक टिप्पणी भेजें

9टिप्पणियाँ
  1. Bro PC me window 7 32 bit zyada thik rehti hai ya 64 bit...??? Games khelne k liye...??

    जवाब देंहटाएं
  2. उत्तर
    1. Unzip ka matlab hota hai Zip File se Folder me Convert karna. aap zipe file ko open kare aur waha se Extract To karke Usse unzip kar sakte hai

      हटाएं
एक टिप्पणी भेजें