Youtag Sponsor ID 48797

Google Chrome Me Kisi Bhi Web Page Ko PDF Me Save Kaise Kare

Aaj is post me ham janege Google Chrome me kisi bhi web page ko PDF file me save kaise karte hai.
PDF file ek aisa file hota hai jise run karne ke liye Adobe Reader ki Jarurat padti hai. web page ko PDF me save karne se page acchi Quality me save hoti hai jisse ham Acchi Quality me Print out bhi nikal sakte hai.



Google Chrome me web page ko save karna bahut hi aasan hai. To chaliye jante hai isse save kaise karte hai.

Step 1 :----
Sabse pahle aap Google Chrome me jo bhi page save karna hai usse open kare, jaise ki mai yaha HINDI ME TRICK page ko save kar raha hu. Page open karne ke baad CTRL+P dabaye. 


Ctrl+P dabane ke baad ek page open hoga usme Change par click kare.



Step 2 :----
Change par click karte hi ek popup page open hoga usme Save as PDF par click kare.




Step 3 :----
Save as Pdf par click karne ke baad Save par click kare.



Step 4 :----
Save par click karne par ek window open hoga usme jaha bhi aapko save karna ho Select kare aur Save par click kar de.


Ab aap dekhnge aapka web page PDF file me save ho gya hai.



To kaisa laga ye post hame comment karke bataye agar aapko koi problem hota hai to Comment karke puche.


एक टिप्पणी भेजें

2टिप्पणियाँ
  1. Hello sir Mujhe Ye Janna Hai Ki ek Pdf File Edit nhi Ho Pati Tho Use Attractive Kaise Banaye Aap Bata Sakte Ho.

    जवाब देंहटाएं
    उत्तर
    1. aap PDF file ko edit kar sakte hai. PDF file ko edit karne ke liye bahut se online site hai jis par aap pDF file ko upload karke edit kar sakte hai...

      हटाएं
एक टिप्पणी भेजें