Youtag Sponsor ID 48797

Android Phone Se Computer Me Internet Kaise Chalate Hai


Hello Dosto Aaj Mai Batane Ja Raha Hu Mobile Se Computer me Internet Kaise Chalate Hai.



Bahut se logo ka sawal rahta hai ki Android mobile se computer me internet kaise chalaye. To mai bata du ki Mobile se Computer me internet chalana bahut hi aasan hai. bas aap mujhe follow karke aur dekhe kaise chalate hai.

Step 1 :----
Sabse pahle aap apne mobile me Data on kare aur chek kare internet chal raha hai ya nahin.


Step 2 :----
Ab apne Mobile ko USB Cable se Computer ko Conact kare.


Step 3 :----
Ab apne Mobile ke Setting me jake More Networks par click kare.




Step 4 :----
More Networks par click karne ke baad Tehering and portable.. hots par click kare.



Step 5 :----
Phir USB tethering par click kare.


Step 6 :----
Ab aapka Computer Mobile se Conact ho gya hai. aap Taskbar me niche Right side me dekh sakte hai.



Ab aap apne Computer me Internet chala sakte hai.
To aapko ye post kaisa laga hame bataye. Aur aapko kahi problem hoti hai to neeche comment kare.

एक टिप्पणी भेजें

8टिप्पणियाँ
  1. उत्तर
    1. Windows phone ke Data pACK ki jankari ke aPPS ke bare me to nhi pata but whatsapp lock karne ke liye One locker. APPS locker pro. Lock apps. Aap kisi bhi apps ko download karke lock kar sakte hai.

      हटाएं
  2. बिना केबल के विंडो 7 में नेट कैसे चलेगा

    जवाब देंहटाएं
  3. बिना केबल के विंडो 7 में नेट कैसे चलेगा

    जवाब देंहटाएं
एक टिप्पणी भेजें