Youtag Sponsor ID 48797

Facebook Par Auto Like, Comment Kaise kare


Dosto mai apne is Article Ko phir se update kar raha hu kyu Djliker Apps update ho jane se usme kuch change ho gya hai. Jise mai apne is Article me Samjhne ki kosis karunga. Aap to jante hai facebook par hamesa kuch na kuch naya hota rahta hai, isse pahle mai Facebook se jude kuch trick bata chukka hu, To aaj is post me batane wala hu O hai Facebook par apne Photo, Status par Auto like aur Comment kaise kare, Jaise ki aap hamesa Facebook par photo, status update karte hai aur chahte hai kaise zayada se zayada like mile. Is trick se aap apne Photo par ek bar me 200 Like aur ek baar me 10 Comment kar sakte hai, To chaliye jante hai ki Facebook Par Auto Like aur Comment Kaise karte hai.

Note :--- Ye Sirf Android Mobile Aur Tablate Ke liye Hai




Facebook Par Auto Like, Comment Kaise Karte Hai

Step 1 :----
Sabse pahle aap Niche diye gye Download par click karke DjLiker Apps ko Download kar ke Install kare.


Stap 2 :----
Install  karne ke baad isse Open karke Apna Facebook account Login kare, Login hone ke baad Success hoga. Aur ek page open hoga. Jisme aap waha par diye gye below number ko type karne ke baad me Submit par click kare. Aur 10 second tak wait kare.


Stap 3 :----
Ab ek new page open hoga. Agar aapko kisi Post ya Photo par like karna ho to Use Auto Like par click karke auto like kar sakte hai. Aur agar Comment karna ho to Use Auto Comment par click karke Auto comment kar sakte hai. To ham yaha Photo par Auto like karne ke bare me jange isliye Use Auto Like par click kare.



Stap 4:----
Jaise hi Use Auto like par click karnge to ek new page open hoga jisme aapko Post aur Photo par like karne ke bare me puchega jisme se aapko Photo par click karna hai.

Whatsapp Se Video Call Kaise Karte Hai
Stap 5 :----

Uske baad ek new page open hoga jisme aapko Profile pic par like karna ho to Profile Photo par click kare. Ya phir Upload kisi aur pic par like karna ho to Mobile Upload par click kare, mai yaha Profile photo par click karna hai.


Stap 6 :----
Jaise hi profile photo par click karte hai to aapka sabhi profile pic ki list open ho jati hai aur aapko jis photo par Auto like karna hota hai uske samne pahle select kare ki kitna like karna hai. Aap ek baar me 20 se 200 like kar sakte hai. 200 select karne ke baad Submit par click kar dete hai.


Submit karne ke baad kuch second Redirecting hoga aur phir facebook login page open ho jayega. ab aapke photo par like ho gya hoga.

Note :--- Isse Trick ko ek baar try karne ke baad Dubara 15 min.. ke baad use kar sakte hai. Is traha se se aapne Apne Photo par Unlimited like aur Comment kar sakte hai.

To Dosto ye Trick aapko kaisa laga hame Comment kar ke bateye aur aapko like karne me koi problem hota hai to bhi comment karke hame bataye. Aur issi traha ki new Trick ki update pane ke liye aap hamare Facebook Group se jude aur Facebook Page like karna na bhule. Aur ye trick aapko pasand aaye to apne Dosto ke sath share karna na bhule.

एक टिप्पणी भेजें

40टिप्पणियाँ
  1. Bhai Ye ap Jitne trik dale hai ye sab to hume bhi pata hai kya ap hume jante hai

    जवाब देंहटाएं
    उत्तर
    1. Sukriya bhai batane ke liye ki aap ye sb jante hai. mai aapko ye batana chahta hu ye sb bahut se aise log hai jo nhi jante hai,
      aur ha Aap jab bhi Comment kare to apna Naam likhana na bhule jab aap apna naam likhana bhul jayenge to hame kaise pata hoga ki aap kaun hai.

      हटाएं
    2. Bhai main auto Liker to Laga Lun Lekin bhai is ka sab se bara masla ye ha ke I.d hack ho jati hai... :(

      हटाएं
    3. Koi Aisa Trick nahi Bro jis Se I.d bhi Na hack ho Aur like comment bhi auto Milty jayie.... Please agar ha to batien ??? :)

      हटाएं
    4. Nahin isse Id heck nhi hota ye 100% kaam karta hai. aap iske bare me acchi traha se padhe aur step by step follow kare.

      हटाएं
  2. verry nice trick bro.. mera bhi website blog h www.allrpcapp.blogspot.in naam se and tips ke liye thenkyou

    जवाब देंहटाएं
  3. and verry nice your site templet so pliz send me your templet
    buldak042@gmail.com

    जवाब देंहटाएं
  4. dj-liker download nahi ho raha
    mujhe download link chahiye
    help me

    जवाब देंहटाएं
    उत्तर
    1. maine jo post me link diya hai waha se Download ho raha hai. aap us site par jaye aur Download par click kare uske baad Server1 aayega uspr click karte hi Download ho jayega. agar phir bhi nahin hota hai to aap mujhe facebook par msg kijiye.

      हटाएं
  5. bhai login k baad mere me to kuch ho he nahi rha hai waise ka waisa aa jata hai pahle jaisa....
    generated your coupon wala system to aa he nahi raha h

    जवाब देंहटाएं
  6. Aap phir se try kijiye. Shayad aapka net slow ho iske wajha se next page open nhi ho raha hoga.

    जवाब देंहटाएं
  7. Bhai...jaisa aapne btaya tha..waisa maine kiya..
    Step by step follow kiya...
    Bt kuch fark nhi pda...??
    Photo par likes to aaye hi nhi..

    जवाब देंहटाएं
    उत्तर
    1. AAP ek baar aur try kare agar nahin hota hai to rahne de. Kyu ki aaj-kal kuch dino se kuch id par like nahin ho rahe hai.....

      हटाएं
  8. Okkkk...
    Bt 20% Done likh rha tha..
    Fir v nhi hua...
    Or koi tarika h..??

    जवाब देंहटाएं
  9. check here new facebook auto liker site list 2016 http://softsonic99.blogspot.com/

    जवाब देंहटाएं
  10. nice post me try korke dekh suki hu ... or I m successful v huye hu ... thanks

    जवाब देंहटाएं
  11. hello sir, kaisa hu ?? app DJ liker se apne Facebook profail picture por autu like try kiye hu kya kobhi ?????

    जवाब देंहटाएं
  12. mene saare steps follow kr liye or last me done bhi likh gya but Facebook kholne pr like nhi dikh rhe sab phle jesa hi h.

    जवाब देंहटाएं
  13. Me kar raha hu bhai like nahi ho raha hai

    जवाब देंहटाएं
  14. Aap ne bola hai ek bar me 200 likes lekin 50 like bas jada nhi aa rha hai

    जवाब देंहटाएं
  15. Sir aapse kam hai Zara my whatsapp num 7036548806 plz msg karo plz plz plz plz plz

    जवाब देंहटाएं
  16. Hello Sir Muje Ek Help Chahiye Meri eK Website Hai www.freehindihelp.com
    Us Me mujhe Adsense Account Kaise Banaye Step By Step Batao Na.Me Blog me naya hu
    pls help me. Post ke liye best keywords kaise praprt kare.

    जवाब देंहटाएं
  17. Isme sirf 30 likes badte hai ek bar me j
    Jada likes kaise badaye

    जवाब देंहटाएं
  18. Bhai mara post par like nahe ho ra ha setup follow kar ra ha ho to sab OK hone ka baat ma susses bol ra ha ha par like ,बडा nahe kya karo

    जवाब देंहटाएं
एक टिप्पणी भेजें