Aaj
mai aapko bataunga kisi bhi Website ka Shortcut kaise banate hai. Isse pahle
mai Computer se Shortcut File, Folder ko delete kaise karte hai bata chukka hu.
Website ka Shortcut kyu banaye.
Maan
lijiye hame kisi website ko bar-bar open karna padta hai to ham us website ka Shortcut
bana kar ham Dairekt us website ko open kar sakte, aur apne time ki bachat kar
sakte hai. to chaliye jante hai website ka Shortcut kaise banate hai.
Google
Chrome Me Website Ka Shortcut Kaise Banaye
Sabse
pahle Google Chrome Open karke jis website ka shortcut banana hai usse open
kare.
Website
open hone ke baad neeche diye gye pic ke anusaar View
Site Information par click kare aur usse dreck karke Desktop par rakh de.
Ab aapke
website ka Shortcut ban gya hai.
Mozila
Firefox Me Website Ka Shortcut Kaise Banaye
Isme
bhi aapko same stap karna hai.
Website
opne karne ke baad Verified by: par click kare
aur usse dreck karke Desktop par rakh de.
Ab aapka
Mozila Firefox me bhi website ka Shortcut ban chukka hai.
Aapko
ye post kaisa laga hame hame bataye aur Social site par share karne na bhule.