Aaj
is post me ham janege Google Chrome me kisi bhi web page ko PDF file me save
kaise karte hai.
PDF
file ek aisa file hota hai jise run karne ke liye Adobe Reader ki Jarurat padti
hai. web page ko PDF me save karne se page acchi Quality me save hoti hai jisse
ham Acchi Quality me Print out bhi nikal sakte hai.
Google
Chrome me web page ko save karna bahut hi aasan hai. To chaliye jante hai isse
save kaise karte hai.
Step 1 :----
Sabse
pahle aap Google Chrome me jo bhi page save karna hai usse open kare, jaise ki
mai yaha HINDI ME TRICK page ko save kar raha hu. Page open karne ke baad CTRL+P
dabaye.
Ctrl+P
dabane ke baad ek page open hoga usme Change
par click kare.
Step 2 :----
Change
par click karte hi ek popup page open hoga usme Save
as PDF par click kare.
Step 3 :----
Save
as Pdf par click karne ke baad Save par
click kare.
Step 4 :----
Save
par click karne par ek window open hoga usme jaha bhi aapko save karna ho Select
kare aur Save par click kar de.
Ab
aap dekhnge aapka web page PDF file me save ho gya hai.
To
kaisa laga ye post hame comment karke bataye agar aapko koi problem hota hai to
Comment karke puche.
Hello sir Mujhe Ye Janna Hai Ki ek Pdf File Edit nhi Ho Pati Tho Use Attractive Kaise Banaye Aap Bata Sakte Ho.
जवाब देंहटाएंaap PDF file ko edit kar sakte hai. PDF file ko edit karne ke liye bahut se online site hai jis par aap pDF file ko upload karke edit kar sakte hai...
हटाएं