Youtag Sponsor ID 48797

Computer Se Shortcut File, Folder Ko Detete Kaise Kare



 Jab bhi ham Computer par kaam karte hai to kuch Shortcut File aur Folder ban jate hai to usse ham Delete kaise karte hai batane ja raha hu.



Shortcut file se hame koi nuksaan to nahin hota parantu Shortcut File ya Folder accha nahin lagta hai. Isse Delete karna bahut hi aasan hai bas aap mujhe Step by Step Follow kare.


Step 1 :----
Sabse pahle aap neeche diye gye Link ko open karke Free Shortcut Remover naam ke Software ka Setup Download kare.


Step 2 :----
Setup Download hone ke baad usse open karke Download aur Install hone De.

Note :--- Isse Install karne ke liye internet Conact hona chahiye.




Step 3 :----
Install ho jane ke baad isse open kare.


1.   Scan Shortcuts par click kare,
2.   Scan Shortcut par click karne par ek window open hoga usme se jis bhi Hard disk ko Scan karna ho usse Select kare,
3.   Phir OK par click kare,


Step 4 :----
OK par click karte hi pure Hard Disk ka Shortcut File, Folder ko Scan ho jayega.


1.   Aap yaha par dekh sakte hai kitne Shortcut (invalid) File hai,
2.   Phir Delete par click karke pure Shortcut File aur Folder ko Delete kar sakte  hai,
To aapko ye post kaisa laga hame comment karke bataye. Aur accha lage to social Networking Site par Share karna na bhule.


एक टिप्पणी भेजें

0टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें (0)