Jab bhi ham Computer par kaam karte hai to kuch
Shortcut File aur Folder ban jate hai to usse ham Delete kaise karte hai batane
ja raha hu.
Shortcut
file se hame koi nuksaan to nahin hota parantu Shortcut File ya Folder accha
nahin lagta hai. Isse Delete karna bahut hi aasan hai bas aap mujhe Step by
Step Follow kare.
Step 1 :----
Sabse
pahle aap neeche diye gye Link ko open karke Free Shortcut
Remover naam ke Software ka Setup
Download kare.
Step 2 :----
Setup
Download hone ke baad usse open karke Download aur Install hone De.
Note :--- Isse Install karne ke
liye internet Conact hona chahiye.
Step 3 :----
Install
ho jane ke baad isse open kare.
1. Scan Shortcuts par click kare,
2. Scan
Shortcut par click karne par ek window open hoga usme se jis bhi Hard disk ko
Scan karna ho usse Select kare,
3. Phir
OK par click kare,
Step 4 :----
OK
par click karte hi pure Hard Disk ka Shortcut File, Folder ko Scan ho jayega.
1. Aap yaha
par dekh sakte hai kitne Shortcut (invalid)
File hai,
2. Phir
Delete par click karke pure Shortcut File
aur Folder ko Delete kar sakte hai,
To aapko
ye post kaisa laga hame comment karke bataye. Aur accha lage to social Networking
Site par Share karna na bhule.