Youtag Sponsor ID 48797

Computer OR PenDrive Se Shortcut Virus Ko Delete Kaise Kare

Hello Dosto aaj mai bahut dino ke baad ek new Article lekar aaya hu jisme ham janege Computer Ya Pendrive se Shortcut Virus ko Delete kaise karte hai. isse pahle mai Computer Se Shortcut file & folder ko delete kaise karte hai bata chukka hu. Shortcut virus ek aisa virus hota hai jab ham kisi Computer se kisi File ya Dota ko copy karte hai to hamara data shortcut ban jata hai aur Data Crapt ho jata hai. Aksar is traha ke Virus ko delete karne ke liye hame apne Computer ko Format karna padta hai.
Waise to is virus ko delete karne ke bahut se tarika hai lekin mai ek aisa Software ke bare me bata raha hu jis se ham bahut aasani se Virus ko delete kar sakte hai bs aap mujhe follow kare.


Step 1 :----                                           
Sabse pahle aap neeche diye gye link ko open karke Shortcut Virus Remover Download kare.

Download Kare


Step 2 :----
Software Download ho jane ke baad usse Open kare. Open hone ke baad Pendrive Ya Computer jisme se virus ko delete karna hai usse Select kare.




Step 3 :----
Computer Select karne ke baad Scan kare.


Scan hone ke baad agar aapke Computer me Virus hoga to Show hoga to aap usse Delete kar sakte hai. ya phir Virus nhi hoga to ek window open hoga Done. Shortcut virus not detect!



To kaisa laga ye Article comment karke bataye ya phir koi Problem hota hai to comment karke puche.



एक टिप्पणी भेजें

7टिप्पणियाँ
  1. sir humare lenova ka laptop hai
    jise humne formate karaya tha per jab se formate karaya hai jab se memory koi bhi lagate hai to removble disk ban jati hai aur sare folder band ho jaate hai plezz solution bataye

    जवाब देंहटाएं
    उत्तर
    1. Agar aap Pc Me koi bhi Memory lagate hai to o Removble Disk me hi Show karta hai. aur rahi baad Folder band ho jate Mai kuch samjh nhi plz apni puri baat bataiye kya hota hai....

      हटाएं
    2. ...aap disk management. se is problem. ka solution. kr saktey h aapki memory us m show hogi fir aap us p right click kr k change drive letter and paths.. k jariye use show kr sktey h

      हटाएं
  2. Sir mere laptop me savi drive (d/: e/:)apane aap phul Ho jata h use bar bar formet karane ke bad jab empath khali Ho jane ke bad phir se phul hone lagata hai

    जवाब देंहटाएं
  3. jb apke pass shotcut show ho pendrive open krne pr tb aap search me * likhkr enter kre sarre file show ho jayegi

    जवाब देंहटाएं
एक टिप्पणी भेजें