Youtag Sponsor ID 48797

Ek Mobile Me 2 Whatsapp, 2 Facebook, 2 Twitter, 2 Instagram Etc Apps Kaise Chalaye.

Hello Dosto aaj ke jamane me Whatsapp, facebook, Twitter. Gmail, Instagram sabse zayada use kiya jane Apps ban gya hai. Bahut se log in sb Social Networking Apps par 2-2 Account chalana chahte hai lekin unke pass Do Mobile nhi hone ke wajha se nhi chala pate hai. Lekin mai aaj aapko aisi Trick batane wala hu jiski madad se aap Ek Mobile Me 2 Whatsaap, 2 Facebook, 2 Twitter, 2 Instagram, 2 Gmail etc Apps ko aasani se chala sakte hai. Ya phir aap ye samjh lijiye ki Ek hi Mobile se aap 2 Mobile chala rahe hai. To chaliye jante hai in sb ko ek hi Mobile me use kaise karte hai.



Ek Mobile Me 2 Whatsapp, 2 Facebook, 2 Twitter, 2 Instagram Etc Apps Kaise Chalate hai.

Step 1 :----
Sabse pahle Aapko Niche diye gye Download par click karke Parallel Space-Multi Accounts naam ka Apps download karna padega.

Note :--- Ye sirf Android Version 4.0 (+) me hi chalta hai. Lekin bahut se mobile me Android Version 4.0 (+) ke baad bhi Play Store se Download nhi hota hai to aap niche diye gye link se download karke Install kar sakte hai. Aur aapke mobile me Ram kam hone ke wajha se Mobile Slow kaam bhi kar sakta hai.

Step 2 :----
Ab Download ho jane ke baad Parallel Space Apps ko open kare aur (+) par click kare.


Step 3 :----
(+) Par click karne ke baad ke ek new page open hoag jisme aapko aapke mobile ke sabhi Apps show hone lagega ab usme se jis bhi apps ko Add karna hai usme us Apps par click kare. Jaise ki mai yaha Whatsapp Add kar raha hu.

Step 4 :----
Jaise hi aap Apps ko Add karange o Parallel Space me Add ho jayega. Jisse aap open karke New Account Bana sakte hai. 


To is traha se aap Ek Mobile me 2 Whatsapp, 2 Facebook, 2 Twitter, 2 Instagram Etc Apps ko Chala sakte hai. Chahe o mobile ki koi bhi Apps kyu na ho. To Dosto ye jankari aapko kaisa laga hame Comment karke bataye Aur aapko koi Problem hoti hai to bhi Comment Box me aapna Problem bataye. Aur aisi hi new jankari Update pane ke liye hamare Facebook Group ko add karna aur Facebook Page ko Like karna na Bhule.


एक टिप्पणी भेजें

2टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें