Youtag Sponsor ID 48797

Computer Ka Login Background Change Kaise Karte Hai

Jab bhi ham Computer ON karte hai to Welcome window aata hai (Jaha par ham apna Password dalte hai) waha ka Backgroung hamesa Default hota hai
 Aap jo pic upar Dekh rahe hai usko maine change kiya hua hai. Aap bhi isse change karke apne pasand ka photo laga sakte hai.



Ise ham bahut hi aasani se change kar sakte hai.
To chaliye jante hai kaise isko change kar sakte hai bas aap mujhe step by step follow karte jaiye.


Step 1 :----
Sabse pahle aap apne Browser me niche diye gaye Download par click karke Logon Changer naam ka software download kare jo lagbhag 700 kb ka hai.




Step 2 :----
Download karne ke baad apne Systam me Install karke open kare,
Open karne ke baad Change Logon Screen par click kare.




Step 3 :----
Change Logon screen par click karne par ek window open hoga usme se aap apne computer me save ki hui koi bhi pick (jise aap lagana chahte hai) select kare, uske baad Open par click kare.



Step 4 :----
Ab Open par click karne ke baad ek new window open hoga aap usme Yes par click kare.



Step 5 :----
Yes par click karne ke baad ek aur new window open hoga ab isme OK par click kare.



Step 6 :----
Ok par click karne ke baad ek window open hota hai usme aapko New Logon Background Successtully Installed likha hua milega, uske baad OK par click kare.



Step 7 :----
Ab aapko Login Background Change ho gya hai.



1-   Logon Change Screen par click karke apna Background laga sakte hai
2-   Test par click karke aap apna Change Background Dekh sakte hai.
3-   Revert to Default Logon Screen par click karke Default Background laga sakte hai.


Note :---- Aap ise Windows-7, Windows-8, Windows-10, me step by step use kar sakte hai.



To aapko ye post kaisa laga comment karke bataye agar aaoko koi dikat aati hai to puchna na bhule.

Kisi Bhi Software Ke Liye Run Command Kaise Banaye
Pendrive Ko Bootable Kaise Banaye
Computer Me Whatsapp Kaise Chalaye Bina Kisi Software Ke

एक टिप्पणी भेजें

0टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें (0)