Aaj
ham janege Hard Disk Drive Ko Hide (Chupana)
kaise kare.
Kabhi-kabhi
aisa hota hai ki ham kisi File ko Apne Systam me rakhte hai aur use koi Chori
kar leta hai ya phir Delete kar deta hai aisi halat me me hame Dard Disk ko
hide kar dena chahiye kyu ki n Hard Disk dikhai dena aur na koi delete ya chori
kar payega,
Ise
hide karna bahut hi aasan hai bas aap mujhe Step by step follow karte jaiye…
Step 1 :----
Sabse
pahle aap Apne Computer par Right click karke Manage par click kare.
Step 2 :----
Jaise
hi aap Manage par click karte hai to ek window open hota hai.
1. Isme
aap Disk
Management Par click kare,
2. Uske
baad jis bhi Hard Disk ko hide karna hai uspar Right click karke Change Drive
Letter and Paths… Par click kare jaise ki upper pic de dekhaya gya
hai.
Step 3 :----
Jaise
hi aap Change Drive Letter and Paths… par click karte hai to ek popup window
open hota hai. Usme Remove par click kare.
Step 4 :----
Remove
par click karte hi ek window open hota hai us window me Yes par click kare.
Step 5 :----
Yes par
click kane ke baad ek new window open hota hai usme Yes par click kare.
Ab aapka Hard Disk hide ho jayega
____________________________________________________________
Aur jab
Hard Disk Drive ko wapas Show karna hota hai
to Same Stap karte jaye aur jaha se aap Remove par click kiye the wahi se Add par
click kare, jaise niche pic me diya gya hai.
Add
par click karne ke baad ek window open hota hai usme Ok par click kar de. Ab aapka Hard Disk Drive show hone lagega.
Agar
aapko koi bhi dikat aati hai to Comment kar ke puche. Aur ye bhi bataye ye post
aapko kaisa laga.
Acha gyan diya...
जवाब देंहटाएंThanks for comment...
हटाएंAur Mai aapse kahna chahta hu jab bhi aap comment kare to apna naam likhna na bhule..