Dosto
aaj mai aapko batane ja raha hu apne Computer me
Pattern Lock kaise lagaye, jaise ki aap hamesa apne Smart Phone me Pattern
Lock use karte hai.
Jab bhi
aap Systam par kaam karte hai aur bich-bich me koi aur kaam pad jane ke wajha
se aap chahte hai aapko Systam kuch time ke liye lock rahe to uske liye aap
Pattern Lock ka use kar sakte hai.
To chaliye
jante hai is lock ko kaise lagaye bs aap mujhe follow kare…
Step 1 :----
Sabse
pahle aap aap Yaha click karke XUS PC Lock
naam ka software Download karke Install kare.
Step 2 :----
Ab
install ho jane ke baad ise open kare, jaise hi aap ise open karnge ek popup
window open hoga waha Reset Pattern par
click karke apna pattern lock set kate, jaise ki niche pic me dekhaya gya hai.
Jaise
hi aap Apna Pattern lock set karnge waise ek window open hoga usme OK par click kare phir Yes
par click karke Pattern lock ki Image Apne Systam me Save kar le. Uske baad OK par
Click karde.
Step 3 :----
Jaise
hi aap OK par click karte hai phir aapke samne ek aur window milega usme Registration Code puchega. Isme aap niche diya gya
Registration Code copy karke usme paste kare.
Registration Code:
BRD-IKKS4V-7X29Q3YDAAB6VB735BA
1. Yaha
par upper diya gya Registration Code Copy karke paste kare,
2. Phir
Register par
click kare
Step 4 :----
Register
par click karte hi ek window open hoga usme OK par click kare.
Ab aapka
Pattern lock Register ho chuka hai.
Step 5 :----
Ab all
program me jake use Run kare. Run karne ke baad Right side me niche Show hidden icon me chala jata hai. Jaise ki aap
niche pic me dekh sakte hai.
1. Show hidden icon par
click kare.
2. Ab XUS PC Lock
par kare.
Ab aapka
Systam lock ho jayega aap waha apna Pattern lock Dalkar ise unlock kar sakte
hai.
Note :---- Aap 2 bar se zayada galat code na dale nahin to aapka
Systam lock ho sakta hai. Aur iske Setting me jane ke liye Windows+C Dabaye.
Agar aapko koi bhi problam hoti hai to comment kar ke puche.
Ye Bhi Padhe...
GOOGLE ACCOUNT KO KESE DELETE KAREN
जवाब देंहटाएंMaine iske bare bare me post likha huwa hai. Aap post ko padh kar Google aaccount ko delete kar sakte hai.
हटाएंall info. is very best bro ...i like this blog
जवाब देंहटाएंThanks for visit.....
हटाएं