Dosto
ham hamesa internet use karte hai. Internet se hum kisi bhi file ko dowonload
karte hai. Jaise :--- Mkv, Mp4, Avi, Jpg, Png, Gif, Swf, Zip, pdf file etc….
Kisi
bhi file ko download karne ke liye hum aksar Internet Download Manager software
ka use karte hai yah ek bahut hi accha software hai. isse software se hame file
ko kharab hone ki sambhauna nhi rahta.
Yeh hame
aksar full version me nhi milta hai ye kuch din ke baad Serial code mangne
lagta hai aur kaam karna band kar deta hai. to chaliye hum jante hai ki isko
full version me kaise badle.
Internet Download Manager Ko Full Version Kaise Kare
Step 1 :----
Ye
ek zip file me hai ise unzip karne ke baad folder ke ander diye gaye Idman607 exe file ko open kar ke Internet
Download Manager ko install kare
Ab install
hone ke baad finish par click kare.
Step 2 :----
Phir
Start>>All program>> Internet
Download Manager pr right click kar ke properties pr click kare.
Step 3 :----
Ab
pic ke anusar khuli hui window me Open
file location pr click kare.
Step 4 :----
Open
file location pr click karte hi o folder khul jayega jo program file ke ander
hai
Step 5 :----
Ab
aapne jo IDM download kiya tha usse open karke usme ek folder hoga usse open kare
Ise open
hone ke baad aapko 3 file milega aap in tino file ko select karke copy kar le.
Step 6 :----
Ab o
folder open kare jo aapne interner doenload manager ke icon pe click kiya tha (jaise ki step 4 me bataya gaya tha)
Folder
khulne ke baad right click kare aur copy hui file ko
paste kar de.
Step 7 :----
Paste
karne ke baad Copy and Replace pr click kar de. Jiase ki pic me dikhaya gaya hai.
Step 8 :----
Iske
baad Continue pr click kar de.
Ab aap
ise open karke full virsion ka maza le
Note:---
Agar
IDM open karne ke baad iske samne update karne ka option aaye to No kar de agar aap usse Yes karte hi to full version
kahtam ho jayega.
hi yr Dr fone ka crack vr kese install kare
जवाब देंहटाएंbhai mai aapka sawal samjh nhi saka plz aap apna pura sawal acche se likhe..
हटाएंBro PC me window 7 32 bit zyada thik rehti hai ya 64 bit...??? Games khelne k liye...??
जवाब देंहटाएं64 bit sable Zayed a betar rata hai. .. app 64 bit hi use late.
हटाएंunzip kaya hota hai Bhai ? zip ko unzip kaise kte
जवाब देंहटाएंUnzip ka matlab hota hai Zip File se Folder me Convert karna. aap zipe file ko open kare aur waha se Extract To karke Usse unzip kar sakte hai
हटाएंme kese windows 7 ka 64 bit instell kru
जवाब देंहटाएंzip rar large file nhi khulta file ko todne ke liye kya kare
जवाब देंहटाएंpasserd
जवाब देंहटाएं