Agar
aap facebook chalate hai to aapko pata hi hoga facebook har roj kuch naya
feature update karta rahta hai.
Usi
me ek feature aaya hai Facebook Autoplay Video.
Aaj-Kal ham facebook chala rhe hote hai to facebook par upload video apne aap
chalne lagta hai. jiski wajha se hamara Data bahut jald khatm ho jata hai
To
isme mai aapko bataunga isko band kaise karte hai bas aap mujhe follow kijiye,
ise band karna bahut hi aasan hai
PC Par Facebook Autoplay Ko band Kaise Kare…
Step
1 :----
Sabse
pahle Apne PC me Facebook account Login kare, Aur niche diye pic ke anusar Arrow par click kare, Us Arrow ko Privacy Shortcuts kahte hai
Ab
ek new list khulegi us list me See More Settings par
click kare,
Step
2 :----
Ab
ek new page open hoga
1. Ab
left side me sabse niche Video click
kare.
2. Ab
isme aapko Do option melange Video Defult Quality
aur Auto-play Videos,
Isme aap Auto-play Video ke Defult par click karke Off kar sakte hai,
____________________________________________________________
Android Apps Par Facebook Autoplay Ko Band Kaise Kare…
Step
1 :----
Sabse
pahle apne Mobile me Facebook App se login kare aur niche pick e anusar diye
gye Icon par click kare jise Hamburger menu icon kaha jata hai,
Uske
baad thoda niche jane par App Settings par
click kare,
Step
2 :----
Ab
setting me Video play automatically par
click kare,
Step
3 :----
Ab
yaha par ye pahle se hi ON rahta hai
aap ise Off kar sakte hai
To
hai na bahut hi aasan Facebook Auto-play ko band karna.