Namaskar Dosto aaj Ke Is Post me ham baat karenge Mobile Se Duplicate File Ko Remove karne ke bare me. Agar aap Mobile chalate hai aur aapke Mobile me Ek hi naam ke Bahut se file ban gye hai to us File ko Duplicate File kaha jata hai to aaj mai aapko Aisa Trick bataunga jiski help se aap Mobile Se Duplicate File Ko Remove kar sakte hai.
Mobile Se Dupicate File Ko Remove Kyu Karte Hai ?
Dosto Jaise ham Mobile Use karte hai Aur Koi File ko
Download karte hai to bahut baar ek hi File Download ho jata hai aur Jaise ki
Ham WhatsApp use karke aur bahut baar ek hi Image, Video, Docoment Group me
aata hai Aur Download hoke hamare Mobile me Save ho jata hai.
To Aise File hamara Mobile Space Full hota aur Aur sath
hi Mobile ko Slow kar deta hai, to aise Duplicate File ko Delete kar dene se
Mobile Fast Work karne lagta hai.
Mobile Se Duplicate File Ko Remove Kaise Kare. ?
Step 1: Duplicate File
Fixer Apps Download Kare.
Step 2: File Select Karke
Scan Now Kare.
Apps ko Open kare aur aapko jo Bhi File Scan Karna hai
usko select kare jaise ki Scan Audio, Scan Video, Scan Pictures, Scan Ducoment,
Full Scan Duplicate Scan ko Select karne ke baad Scan Now Par
click kare.
Step 3: Permission Allow
kare.
Scan karte hi aapse Permission Pucha jayega jisme Allow
Par click kare.
Step 4: Delete Now Par
Click Kare.
Jaise hi aap Permission allow karenge aapse Samne Sabhi
Duplicate File Show Hone lagenge aur jo Duplicate hoga wo Autometic Selected
hoga ab aap Delete Now Par click Kare Aur Uske baad Confirm Delete me Ok
par click kare.
Step 5: Grant Permisson
Enable Kare.
Jaise aap Delete ke liye OK par click karke hai to agar
aapke Phone Storege me File hoga to Delete ho jayega lekin Kuch File Memory
Card me hoga to Grand Permission par click karke Memory ko Select
karna hoga.
Step 6: Duplicate File
Deleteing.
Jaise aap Grant Permission ko Enable karke hai uske
baad aapka Sabhi Duplicate File Delete hone lagega.
- Computer Ke Kharab Files Ko Delete Kaise Karte Hai
- Kisi Bhi File Folder Ko Hide kaise Kare
- Kisi bhi Website Ka Shortcut Kaise Banaye