Kabhi
kabhi aisa hota hai ki Computer se hamari zaruri file delete ho jati hai. To
aaj mai aapko aisi hi delete ho chuke file ko recover karne ke bare me bata
raha hu jisse padhne ke baad aap bahut hi aasani se Apne file ko recover kar
sakte hai. Waise to file recover karne ke bahut se software hai likin mai aapko
ek aise Software ke bare me bata raha hu jiski madad se lagbhag 1 GB ki file 1
se 2 min me Recover kar sakte hai. Bs aap mujhe Step by step follow karte jaye.
![]() |
Image Source http://www.easeus.com/ |
Computer
Se Delete File Ko Recover kaise kare
Stap 1 :----
Aap
sebse pahle niche diye gye Download par click karke EaseUS Data Recovery Wizard naam
ka software Download karke Install kare.
Install
karne ke baad aap isse sirf 2 GB file hi Recover kar sakte hai. To chaliye isse
Full version me karte hai.
Stap 2 :----
Ab Start >> All Programs >> EaseUS
Data Recovery Wizard par Right Click karke Properties par click kare.
Stap 3 :----
Ab
ek popup window open hoga usme Open File
Location par click kare.
Stap 4 :----
Ab
aapke samne ek window open hoga usme se DRWUI
naam ka file hoga usse delete kar de.
Ab
niche diye gye Download par click kare aur Crack
UZ1 naam ka software Download kare.
Stap 6 :----
Ab
Crack UZ1 ko open kare Aur usme Technician
>> x64 >> DRWUI ko copy kare.
Ab
Copy kiye huye file ko us folder me Paste
kare Jise aap Open File Location par click karke open kiya tha. Aap usse Step 4
me dekh sakte hai. Ab aapka EaseUS Data
Recovery Wizard Full version me ho chukka hai.
Stap 7 :----
Ab EaseUS
Data Recovery Wizard ko Run kare.
1. Select a location par to start finding
data
par click kare,
2. Yaha
se apna Drive select kare jimse se aapko Delete file ko Recover karna hai,
3. Uske
baad Scan par click kare,
Stap 8 :----
Scan
hone ke baad new page window open hoga.
1. Yaha
par Recover Folder dekh sakte hai,
2. Yaha
se jis file ko Recover karna ho usse select kare,
3. Uske
baad Recover Par click kare,
Stap 9 :----
Uske
baad ek new wondow open hoga usme Jaha bhi aapko file ko save karna hai o
folder select kare jaise ki Desktop. Phir Save par click kare.
Stap 10 :----
Ab aapka
File Recover hone lagega.
Note :--- kabhi kabhi computer se koi file recover nhi bhi ho agar
sakta hai agar ho bhi gya to shayad o kaam nhi kar sake.
To dosto
agar aapko File recover karne me koi bhi problem ho niche cooment box me
cooment karke hame bataye…