Youtag Sponsor ID 48797

Mozilla Firefox Ki Shortcut key Se Mozilla Firefox Ko Aasan Kaise Banaye


Aaj is article me ham janege Mozilla Firefox ki Shortcut ke bare me. Isse pahle Google Chrome Ki Shortcut Keys Ke bare Me Bata Chuka Hu. Is Shortcut se Mozila Firefox ko bahut hi aasani se chala sakte hai. aur apne bahut kimti time ki bachat kar sakte hai. bs aap is article (Post) ko dhayan se padhe.


F5 - Page Ko Refresh Karte Hai
F11 - Browser ko Full Screen karte hai
Esc - Loding page ko stop karte hai
Spacebar - Open page ko neeche karte hai
Alt+Home - Home Page Open Hota hai
Alt+Left Arrow - Page Back hota hai
Alt+Right Arrow - Page Forward hota hai
Ctrl+(-or+) - Page ko Zoom aur Zoom Out Karte hai
Ctrl+0 - Page ka Defult size hota hai
Ctrl+D - Open Page ka Bookmark Save karte hai
Ctrl+F - Open Page me Kisi Word ko likh kar Serch karte hai
Ctrl+H - History Page open hota hai
Ctrl+I - Bookmark Window open hota hai
Ctrl+J - Download Window open hota hai
Ctrl+K or Ctrl+E - Cursor Google Serch Me Move hota hai
Ctrl+L - Cursor Url Address Box me Move hota hai
Ctrl+N - New Browser Window Open hota hai
Ctrl+O - Browser me Kisi File ko open karte hai
Ctrl+P - Open Page ka Print Nikal sakte hai
Ctrl+T - New Tab Open hota hai
Ctrl+F4 - Browser ko Close karte hai
Ctrl+W - Open Page ko Close Karte hai
Ctrl+Enter - (www) aur (.com) lagate hai jaise ki mera webste hindimetrick likhne ke baad Ctrl+Enter karte hi website apne aap www.hindimetrick.com ho Jayega.
Ctrl+Tab - Tab Change hota hai
Ctrl+Shift+Del - History ko Clear karte hai
Ctrl+Shift+P - New Private Window Browser open hota hai
Ctrl+Shift+T - Close Window ko Wapas (Undo) karte hai
Ctrl+Shift+W - Browser window ko Close karte hai
Shift+Spacebar - Page ko Upper (Up) karte hai

एक टिप्पणी भेजें

0टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें (0)