Youtag Sponsor ID 48797

Fake United States (U.S) Ke Number Se WhatsApp Kaise Chalaye


Dosto aapko to pata hai Social Networking ki aaj ke jamane me WhatsApp Massanger sabse popular Apps hai is Apps ko use karne ke liye aapko apna Mobile number Public karna padta hai. Number logo ke sath share karna padta hai jisse aapke number ke sath kuch galat hone ka bhi dar rahta hai. Ya phir aap chahte hai ki aapko Mobile no, logo ke sath share na ho to aaj mai aapko Trick batane wala hu wo bahut Important hai. Is Trick me aapko ek United States (U.S) Country ka Mobile no mil jayega jo (+1) se starting hoga aur us No se aap WhatsApp par Account bana sakte hai. Aur apna Personal no ko Safe rakh sakte hai. To chaliye jante hai ye trick kaise work karta hai bas aap mujhe Step by Step follow kijiye.


Fake U.S ke Number Se WhatsApp Kaise Chalaye
Step 1 :---
Sabse Pahle aap Niche diye gye Download par click karke Primo Apps install kijiye, Is Primo apps me aapko 200+ National & International Free Calling Minutes milega. Agar aap mere diye gye link se Apps download karte hai to aapko 70 min.. Free milega aur phir Account banate time aap apna Details fill karenge to aapko kuch aur Min…. milega.



Step 2 :---
Ab Primo Apps ko open kijiye aur Account banaiye.

First page me Create Account par click kijiye. Aur phir 2nd page me apna Details submit kijiye.
1.   First Name Submit kijiye.
2.   Isme apna Last Name submit kijiye.
3.   User Name type kijiye isme apne naam ke sath word lagana padega jaise ki Hindimetrick123.
4.   Apna Email id likhiye.
5.   Isme aapko Strong password dena hai jisme Abcd ke sath 123 hona chahiye, Jaise ki Hindimetrick1234
6.   Ismo aapko apna password confirm karna hai.
7.   Aur Finali SIGN UP par click kijiye.

Step 3 :---
Sign up karne ke baad aapko apna Mobile no, Verify karna hai.


1.   Apna mobile no. inter kijiye aur next karne ke baad OK par click kijiye.
2.   Phir next page me OTP ka option aayega ab aapke no par ek OTP code aaya hoga us code ko Verification Code me submit kijiye. Sath hi aapke Gmail id par Primo ka mail aaya hoga to gmail ko open karke gmail ko verify kar lijiyega.

Step 4 :---
Ab aapka Primo par account ban kar taiyaar hai. Ab aap isme apna sabhi detais submit kar dijiye jaise Profile Photo, Enter location, grnder, jaise jaise aap apna details submit karenge waise hi aapko kuch aur free Calling min.. mil jayega. Aur aap agar apne Friend ko Refer karte hai to aapko 50 min… free calling milega. Lekin isme jo min.. milta h uska hisab kuch alag hai Agar ham 1minutes baat karte hai to usme se 3 minutes kam ho jata hai.


1.   Ab aap sabse upper left side me 3 line click kijiye.
2.   Ab sabse niche Add Phone Number par click kijiye. Ab yaha aapko No. mil jayega wahi aapka US ka no hai jo (+1) se Start hoga.
3.   Aap yaha par dekh sakte hai ki Mujhe 250 Minutes mila hai.
Step 5 :---
Ab aap apna WhatsApp open kijiye jisme aapko account banana hai. Agar aapke mobile me pahle se Whatsapp account hai aur aap U.S ke no se 2nd Whatsapp use karna chahte hai to uske liye Play Store se Parallel Space ya Multiple Accounts Apps install karke usme whatspp ko add karke 1 mobile me 2nd Whatsapp account bana sakte hai.


1.   Sabse pahle AGGREE AND CONTINUE Par click kijiye.
2.   Phie Aap ussi Number ko submit kijiye jo Number aapko Primo Apps me mila tha.
3.   Uske baad NEXT par click kijiye.

Step 6 :---
Ab aapko us no. ko verify karwana hai. Uske liye OK par click kijiye aur 1 Minutes wait kijiye ek min.. ke baad Call Me ka Option Enable ho jayega to Call me par click karnege to aapke mobile par ek call aayega usme OTP code bataya jayega us OTP ko submit karne ke baad Aapka Whatsapp account ban kar taiaar hai.


To is traha se aap Fake U.S ke no. se Whatsapp account chala sakte hai. To dosto ye Article aapko kaisa laga hame niche diye gye comment box me comment karke bataye aur sath me apna sujhawo bhi de sakte hai. Aur ye Article Accha lage to Apne Dosto ke sath Social Site par share kare aur apne Dosto ko bhi is trick ke bare me bataye. Aur is traha ka aur new Update pane ke liye Hamare Facebook Page ko like aur Facebook Group ko Join karna na bhule.

Ye Bhi Padhe

एक टिप्पणी भेजें

0टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें (0)